Yeh sabb meri sirf kalpana hain yaar,abhi bahut kuch kahna chahta hoon. Magar dil ki raah ko rok nahi payaa...App is site ko apne sacche dilse padia aur comment karne ki purri khoshish kejiye..
LOVE SHAYARI
(.org)
Dunia Ke Vaste
Dulhan Bani Hai Raat Bade Ehtimaam SeAansu Saja Rahi Hai Sitaron Ke Naam Se
Sab Log Apne-Apne Gharon Ko Chale Gaye
Neend Aa Gayi Hai Aaj Sitaron Ko Sham Se
Unse Jaroor Milna Saleeke Ke Log Hain
Sir Bhi Kalam Karengein Bade Ehtiraam Se
Kitna Badal Gaya Hoon Main Dunia Ke Vaste
Aawaz De Rahi Hai Mujhe Tere Naam Se
Daag Seene Mein Jise Dhota Raha
Mere Seene Par Voh Sir Rakkhe Huye Sota Raha
Jaane Kya Thi Baat Main Jaga Sa Rota Raha
Waadiyon Mein Kabhi Utra Aur Kabhi Parbat Chadha
Bojh Sa Ik Dil Pe Rakkha Hai Jise Dhota Raha
Kabhi Paani, Kabhi Shabnam Aur Kabhi Khoonab Se
Ek Hi Tha Daag Seene Mein Jise Dhota Raha
Rone Waalon Ne Utha Rakha Tha Ghar Sar Par Magar
Umarbhar Ka Jaagne Wala Pada Sota Raha
Raat Ki Palkon Pe Taaron Ki Tarah Jaga Kya
Subah Ki Aankhon Mein Shabnam Ki Tarah Rota Raha
Roshni Ko Rang Karke Le Gaye Jis Raat Log
Koi Saya Mere Kamre Mein Chhupa Rota Raha

Zindagi Se Lambi Raat
Muddton Ke Baad Aaj Fir Us-se Supne Mein Mulaqat Ho Gayi,
Badi Der Se Aankhein Sookhi Thi Aaj Fir Barsaat Ho Gayi.
Kaise Bhoolayun Uski Yaadon Ko Is Dil Se,
Poori Zindagi Se Lambi Aaj Raat Ho Gayi
Badi Der Se Aankhein Sookhi Thi Aaj Fir Barsaat Ho Gayi.
Kaise Bhoolayun Uski Yaadon Ko Is Dil Se,
Poori Zindagi Se Lambi Aaj Raat Ho Gayi
Meri Kismat
Aaj Tu To Kya, Tere Nakshe Kadam Bhi Nahi,
Badnashib Hoon Magar, Zalim Tum Bhi Kam Nahi.
Log Kehte Hain Mohabbat Mein Mil Jata Khuda,
Meri Kismat Mein Tera Saath Bhi Nahi.
Badnashib Hoon Magar, Zalim Tum Bhi Kam Nahi.
Log Kehte Hain Mohabbat Mein Mil Jata Khuda,
Meri Kismat Mein Tera Saath Bhi Nahi.
Tadpate Armaan
Voh Jab Kabhi Yaadon Se Paresaan Honge,Apni Bewafai Per Khud Hi Paresaan Honge.
Yaad Karke Apne Sitam, Jhukegi Unki Nazar,
Mere Armaano Ke Phool Unke Humjuban Honge.
Fir Voh Chhat Per Aayenge Aur Dhundhenge Mujhe,
Akelepan Mein Aansoo Aankhon Se Rava Honge.
Yaad Karke Mere Pyar Ko Royenge Yakinan,
Har Aansoo Mein, Mere Hi Tadpate Armaan Honge.
Pervana Jalaya Kisne
Deep Umeed Ka Palko Per Jalaya Kisne,Mujh Begaajein Ko Apna Ajeej Banaya Kisne.
Baste Baste Bas Gayi Basti Mere Pyar Ki,
Geet Mohabbat Ka Aakar Gaya Kisne.
Aaj Hawa Mein Khushboo Hai, Fizayein Mehki Mehki,
Ye Apna Reshami Aanchal Lehraya Kisne.
Meri Tanhayian Khamosh Thi Bejuban Thi,
Choodiyon Ka Sitar Bajaya Kisne?
Mere Kamre Basi Hai Gulaabon Ki Mehak,
Unhe Mere Ghar Ka Pata Bataya Kisne.
Main Shayar Tha Magar Ye Deewangi Kahan Thi,
Mujhe Sabak Ashiqui Ka Padhaya Kisne.
Uf! Voh Mere Saamne Hai Aur main Deewana Sa,
Unhi Se Poochhta Hoon Mujhe Tadpaya Kisne.
Ajeeb Shai Hai Ishq, Ajeeb Hain Rasmein Ishq,
Jalke Pervana Poochhta Hai, Jalaya Kisne?
Waqt Suhana
Bhulaya Nahi Jata Voh Waqt Suhana,Bar Bar Tera Voh Mere Paas Aana Jana,
Kaise Bhool Jayun Voh Tera Nazarein Milana,
Bhari Dopehar Mein Aakar Mujhse Lipat Jana
Masoom mohabbat ka bas itna fasana hai
Kagaz ki haveli hai baarish ka zamaana hai.
Kagaz ki haveli hai baarish ka zamaana hai.
Uss par uterne ki ummeed bahot kam hai
Kashti bhi purani hai aur tufan ko bhi aana hai.
Kashti bhi purani hai aur tufan ko bhi aana hai.
Samjhe ya na samjhe wo andaaz mohabbat ke
Ek shks ko aankho se dil ka sara dard sunana hai.
Bholi si ada koi phir ishq ki zid par haiEk shks ko aankho se dil ka sara dard sunana hai.
Phir aag ka dariya hai aur doob ke jana hai.
Bekarar
Tujhe Bahon Mein Bharkar Kitna Pyar Kiya Tha,Kya Yaad Hai Tujhe, Tune Ikarar Kiya Tha,
Kitni Raatein Humne Saath Saath Gujari Thi,
Aur Maine Tujhe Choom Choom Kar Bekarar Kiya Tha.
No comments:
Post a Comment